Bihar Board Matric Model Papers 2021 : Bihar Board ne Matric Exam 2021 ke liye online model question papers upload kar diya hai. Students Board ke official website par ja kar model question papers download kar sakte hai. Esme Objective (One Marks Each) Short & Long answer types questions me double options ke sath upload kiya hai.
Examination controller ne 1st January 2021 ko Matric (Class 10th) ka 18 Subjects ka Model Papers jari kiya hai. Bihar Board questions ka pattern and answer likhne ka pattern bhi bataya hai. Es post me students Bihar Board Matric Model Papers 2021 ke bare me jankari prapt karegen.
Bihar Board Matric Model Papers 2021
Bihar School Examination Controller ne Annul Secondary Examination 2021 ka Model Papers jari kiya hai. Esme questions aur Answer ka naya pattern aaya hai. Students subject wise model papers download kar ke practice kar sakte hai. Board ne sabhi class 10th students ko Model Papers ka practice karne ke liye request kiya hai.
Es Model papers ka practice karne se students ko questions papers ka pattern pata chalega aur answers kaise likhe es ka bhi pata chal jayega.
Board ne questions ki number ko badhaya hai aur answers fix number questions ka hi dena hoga. Jitna pichcle baar questions ka diya tha.
Board ne this badlav Matric ke shbhi subjects me kiya hai. Matric ke 18 subjects ka model papers upload kiya gaya hai. Each subject me ek-ek Model paper upload kiya gaya hai.
Bihar Board 10th Question Papers 2021
Es bar Bihar Board ke class 10th (Matric) ka question ki sankhya badha diya hai, jiske karana question papers ke page ki sankhya badh jayegi. Matric me Science subject ka questions papers ki pago ki sankhya 35 hogi.
Esi tarah Sanskrit subject me 21 panno ka question papers hoga.
Bihar Board 10th English Question Papers 2021
English paper 100 mark ka hoga. Esme 111 questions hoga jisme 50 marks ke objective questions honge aur 50 marks ke subjective questions honge. 7-7 marks ka do Pros hoga.
Short Answer questions (Two Marks each) type ki sankhay 10 hoga. Pratek questions 2 marks ka hoga, jisme 5 questions ka hi answer dena hoga.
Subject wise Questions Number in Matric (class 10th) Papers
Subjects | Questions Number |
Science | 110 Questions |
English | 111 Questions |
Mathematics | 138 Questions |
Social Science | 112 Questions |
Hindi | 106 Questions |
Sanskrit | 105 Questions |
Also Read : Bihar Board Inter Practical Exam 2021.
Bihar Board Class 10th OMR Sheet 2021
Bihar Board Matric Exam me students ko Objective questions ka answer OMR Sheet par likhna hoga. Students ko OMR Sheet par kaise likhna hoga. Board ne OMR sheet ko lekar kuch important instructions bhi jari kiya hai.
OMR Sheet par whitner , blade , liquid, Nail, etc ka estimal nahi karna hoga agar aisa paya jata hai to OMR sheet reject ho jayega aur student ka result declare nahi kiya jayega.
Sabhi subject me 50% Objective questions honege, esliye students ko Objective (1 Mark each) answer ko OMR sheet par bhara jayega.
Bihar Board 10th Model Questions Paper 2021 Download PDF
Subjects | Link [PDF File] |
Hindi (MT) | Download |
English | Download |
Social Science | Download |
Mathematics | Download |
Sanskrit (SIL) | Download |
Sanskrit (Opt) | Download |
Arabic | Download |
Persian | Download |
Science | Download |
Bhojpuri (SIL) | Download |
Commerce (Opt) | Download |
Urdu | Download |
Fine Art (Opt) | Download |
Economics (Opt) | Download |
Advance Mathematics | Download |
Dance (Opt) | Download |
Official website of Bihar Board – http://biharboardonline.bihar.gov.in/.
[…] Also Read : Bihar Board 10th Model Papers Download. […]
[…] Also Read : Bihar Board 10th Model Papers Download PDF. […]
[…] Also Read : Bihar Board 10th Model Papers Download. […]
[…] Also Read : Bihar Board 10th Model Papers 2021 Download. […]
[…] Also Read : Bihar Board Model Paper Download […]